Mai Bihar se hu aur mai Genral cateogory se belong karte hu, Female hu toh kya koi bata sakta hai ki mujhe Ge…
its_maryam
Mai Bihar se hu aur mai Genral cateogory se belong karte hu, Female hu toh kya koi bata sakta hai ki mujhe General category mai form bharna chaiye ya EWS mein qki mai EWS ke liye bhi eligible hu, but confusion ye hai ki EWS feamle ki seat 6/7 hai aur General mai 75 seat hai resevation mai, so plz koi btaye aur sahi suggest kare check sab karke ki koun sa form lgana chaiye EWS or General?