B.Ed. preferential qualification hone ka kya matlab hai? 1. Agar 2 candidate ke marks equal ate hain tab B.Ed…
ashok.yadav
B.Ed. preferential qualification hone ka kya matlab hai? 1. Agar 2 candidate ke marks equal ate hain tab B.Ed. wale ko preference milegi OR 2. Pahale seats jitane bhi B.Ed. candidates hai unko milengi fir jo bachegi ao seats non-B.Ed. ko di jayegi? Kisi ko pta ho to please batao, Isame bahut confusion hai


